aan$ooun ki wadi main
dil nazuk rehtay hain
jo choot kha kar bhi
kuch kar nahi patay hain
in aan$ooun ki wadi main
dheeray $ay chalnay
yahan kaii dil hain
jo toot jatay hain
in ma$oom dilloun ko
jab rah na millay
aff$urda $i niggahon $ay
ha$srat main gungonatay hain
in dukhi dilloun ko
koi dukh na dayna
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan khammo$h rehna
prinday bhi rootay hain
aur chup chaap $ay rehtay hain
phool jo khiltay hain
murjha $ay jatay hain
har chahra yahan pay
ghamzada $a hai
har aankh yahan pay
$ooji hoi hai
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan tum na aana
yahan weeran dil ba$tay hain
yahan tum na ba$na…..
No related posts.
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.
Category: The Break Up
