Halaat Ka Sabbab
Kitni Azziyat $ay U$s Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga…
Meri Yadoon Ne U$say Khoob Rulaaya Hoga..
Baat Be-Baat Aankh U$s Ki Jo Chhalkee Hogi…….
U$s Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga…
$ocha Ho Ga U$s Ne Din Main Kaee Baar Mujhay…….
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga…
Jahan U$s Nay Mera Zikkr $una Hoga Ki$i $ay..
U$s Ki Aankhon Main Koi Aan$oo Tou Aaya Hoga..
Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay……..
Tunay Takkiye Ko Bhi $eenay $e Lagaaya Hoga..
Hokay Nidhaal Meri Yadoon $e Tunay Jaana………
Meri Ta$veer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga……
Poocha Hoga Jo Ki$i Ne Tere Halaat Ka $abbab….
Tunay Baaton Main Khoob U$s $e Chupaaya Hoga…..
Related posts:
- Parhai Ki Saza koi chez be-wafai se barh ker kia hogi, Ghum-e-tanhai judai...
- Main Mar Gaya ~Main Mar Gaya~ Mera Derd Tha Meri Aa$ Thi Main...
- Eid ki tareekh Khat mein likha tha Eid kab hogi Hum ko tareekh...
- Kajol Teri Aankhon Ka Tujhay izhar-e-mohabbat $ay agar nafrat hai, Tu nay hontoo ko...
- Is Kadar Mujh Ko Jala Daalo Gham ke lamhaat ko aaraam bhara pal kar do Tum...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.



